Wednesday, July 07, 2010

Teri yaadein, mulakaatein, wo raatein aur baatein

Teri saansein, wo baahein, ab mujhko yaad aaye
Tere bina mera jiya, sataayein kyun piya

Yaadon ne teri mujhpe, ye jaadu kiya re
Teri saansein, wo baahein, ab mujhko yaad aaye

Wo adaaon ki ghatayen, mere dil ko chhu jaayen
Pyari hai duniya saari, maine hai tujhpe waari

Dil mein, mere dil ne tujhse, yaari ki baazi hari
Tere khayalon mein, khayalon mein…

Bas tum meri nigaahon mein, nigaahon mein…
Bas tum wapas aa jao, mere paas, tum sadaa, wapas aa jao

Mere paas, tum sadaa… suna mera jahan, bhoola main hu kahan
Jaane hai jaane jaan, tera rahoon, Piya…(piyaa)…

Wapas aa jao, mere paas, tum sadaa, wapas aa jao
Mere paas, tum sadaa… piya tera jiya… (piya tera jiya)

Piya tera jiya… (piya tera jiya)… tu hai kahan
Tera karuun intezaar, tu mere dil ka karaar



Itna hai aetbaar, manoonga na main bhi haar